找歌词就来最浮云

《Mausam》歌词

所属专辑: 歌手: Lucky Ali 时长: 03:51
Mausam

[00:00:00] Mausam - Lucky Ali

[00:00:05] Lyrics by:Syed Aslem

[00:00:11] Composed by:Lucky Ali

[00:00:16] Mausam bhi yaar hai gulshan gharbaar hai

[00:00:26] Barkha ka saath hai kaisi saugaath hai

[00:00:36] Ab jaaye kab aaye kaise bolo

[00:00:41] Jinke saath dil lagta hai unke saath holo

[00:00:46] Jaana kahan tha humko kahan hum chal diye

[00:00:51] Choti choti hasraton mein hum ghul mil gaye

[00:00:56] Soch ke kya nikle the yeh kya hum kar gaye

[00:01:01] Jo kehte woh nai karte na in mein reh gaye

[00:01:06] Rab yeh jaane ab kya hoga rasta hai mushkil

[00:01:11] Kis chourahe pe khade hai yaar

[00:01:26] Kitne armaan hai kaise anjaam hai

[00:01:36] Barson ka kaam hai lamhon pe naam hai

[00:01:46] Der se aaye jaise aaye bolo

[00:01:51] Jinke saath dil lagta hai unke saath holo

[00:01:56] Mitti ka bartan ho bartan mein ho sona

[00:02:01] Sone ke bartan mein mitti aisa nai hona

[00:02:06] Aasmaan agar chath hai yeh dharti bichona

[00:02:11] Ambar ko de saaya kaun dharti ka kya kona

[00:02:16] Rab yeh jaane kaisa hotha kehna hai mushkil

[00:02:21] Hai us paar bhi gharbaar yaar

[00:02:46] Chehra hijaab hai gehra jawaab hai

[00:02:56] Sach hai ya khwaab hai sab ka hisaab hai

[00:03:06] Ab kaise sabko batlaye bolo

[00:03:11] Jinke saath dil lagta hai unke saath holo

随机推荐歌词: