找歌词就来最浮云

《Jane Ki Zid Na Karo》歌词

所属专辑: Jane Ki Zid Na Karo 歌手: Uvie 时长: 05:41
Jane Ki Zid Na Karo

[00:00:00] Jane Ki Zid Na Karo - Uvie

[00:00:01] Written by:Gaurav Mallik/Fayyaz Hashmi

[00:00:09] Aaj jaane ki zid na karo

[00:00:17] Aaj jaane ki zid na karo

[00:00:25] Youn hi pehlu mein baithe raho

[00:00:32] Youn hi pehlu mein baithe raho

[00:00:39] Aaj jaane ki zid na karo

[00:00:47] Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge

[00:00:54] Aisi baatein kiya na karo

[00:01:02] Aaj jaane ki zid na karo

[00:01:09] Aaj jaane ki zid na karo

[00:01:35] Tum hi socho zara kyun na roke tumhe

[00:01:42] Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum

[00:01:49] Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum

[00:01:57] Tumko apni kasam jaan e jaan

[00:02:04] Baat itni meri maan lo

[00:02:12] Aaj jaane ki zid na karo

[00:02:19] Aaj jaane ki zid na karo

[00:02:42] Waqt ki qaid mein zindagi hai magar

[00:02:50] Waqt ki qaid mein zindagi hai magar

[00:02:57] Chand ghariyaan yehi hain jo aazaad hain

[00:03:05] Chand ghariyaan yehi hain jo aazaad hain

[00:03:12] Inko kho kar kahi jaan e jaan

[00:03:19] Umr bhar na taraste raho

[00:03:27] Aaj jaane ki zid na karo

[00:03:34] Aaj jaane ki zid na karo

[00:04:00] Kitna masoom rangeen hain yeh sama

[00:04:07] Husn aur ishq ki aaj meraaj hai

[00:04:15] Husn aur ishq ki aaj meraaj hai

[00:04:22] Kal ki kisko khabar jaan e jaan

[00:04:29] Rok lo aaj ki raat ko

[00:04:37] Aaj jaane ki zid na karo

[00:04:44] Youn hi pehlu mein baithe raho

[00:04:52] Youn hi pehlu mein baithe raho

[00:04:59] Aaj jaane ki zid na karo

[00:05:06] Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge

[00:05:14] Aisi baatein kiya na karo

[00:05:21] Aaj jaane ki zid na karo

[00:05:28] Aaj jaane ki zid na karo