找歌词就来最浮云

《Jab Koi Baat Bigad Jaye (From ”Jurm”)》歌词

Jab Koi Baat Bigad Jaye (From ”Jurm”)

[00:00:00] Jab Koi Baat Bigad Jaye (From "Jurm") - Kumar Sanu (库马尔·萨奴)/Sadhana Sargam (萨达纳·萨格姆)

[00:00:15] Lyrics by:Indivar

[00:00:30] Composed by:Rajesh Roshan

[00:00:45] Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

[00:00:54] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:01:02] Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

[00:01:11] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:01:19] Naa koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva

[00:01:28] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:01:37] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:02:14] Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath

[00:02:22] Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

[00:02:36] Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath

[00:02:44] Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

[00:02:56] Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

[00:03:05] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:03:13] Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva

[00:03:22] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:04:03] Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein

[00:04:11] Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

[00:04:24] Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein

[00:04:32] Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

[00:04:46] Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

[00:04:55] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:05:03] Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva

[00:05:12] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:06:06] Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin

[00:06:14] Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

[00:06:27] Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin

[00:06:36] Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

[00:06:48] Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

[00:06:57] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:07:06] Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

[00:07:14] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:07:22] Naa koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva

[00:07:31] Tum dena saath mera o humnawaa

[00:07:40] Tum dena saath mera o humnawaa

随机推荐歌词: